Tuesday, July 17, 2012

Muharram ul haram K Wazaif Aur Azkar

Mah-E-Muharram ul haram K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
* "Subbohon quddoson rab un allah" Rozana 700 Martaba Parhain
* Namaz-E-Isha Vitar K Baad Do Rakat Nafal Parhain Her Rakat Main Alhamad Sharif K Baad Surah Surah Ikhlas 11 Martaba Parhain. Salam parihnay k baad 11 martaba yeah parhain " "Subbohon quddoson rab una Wa rab ul malaikati"
* Aadha ghanta durood sharif parhna hai jo basani parh sakain
* Pehlay ashray main teen rozay warna jab asani ho is main rakh lain, Rasool Salalah o alai wasalam nay irshad farmaya: jo koi muharam k teen din thursday, friday aur saturday k rozay rakhay tu is k liya 9 saal ki ibadat ka swab likha jata hai.
See/Print Complete Wazifa In Urdu/Arabic.
Aik Saal taq zindagi ka bima (Dua Aashora), yeah dua boht mujarab hai hazrat imam zain ul abidin (razi allah tala anha) say riwayat hai k jo shaksh aashora muharram ko toluh e aftab say ghroob e ab...

No comments:

Post a Comment