Tuesday, July 17, 2012

Mah e Safar K Wazaif Aur Azkar

>>Mah-e-Safar K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
1:"Ya- Rahmano Ya- Sallamo" Rozana 1200 Martaba Parhain
2: Syedna abu darda(R.A) farmatay hain k jisnay yeah rozana subah o sham saat saat martaba parha Inshallah is ki tamam pareshanion main kifayat karay ga.
*Hasbiyallahu lailaha illahuwa alaihi tawakkaltu wahuwa Rabbul arshil azeem.
"Allah sufficeth me. There is none worthy of worship but He alone. On Him is my trust, He is the Lord of the Supreme Throne." (Sunan abi daood jild:4,pg: 416,Hadith no: 5081)
>>Her bala o afat aur musibat say (goli, khudkush bomb dhamakay say hifazat) ki dua
3: Hazrat Muhammad (sallaho alai hi wasalam) ko jab kisi qom(nation) say khof hota tu yeah dua farmatay thay. Her namaz k baad 3 martaba parhain
* Allahumma inna naj'aluka fee nuhoorihim wa na'udhu bika min shuroorihim.
"O Allah! We want Your help against them and seek Your protection against their atrocities."
4: Rozana two rakat sal...

Muharram ul haram K Wazaif Aur Azkar

Mah-E-Muharram ul haram K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
* "Subbohon quddoson rab un allah" Rozana 700 Martaba Parhain
* Namaz-E-Isha Vitar K Baad Do Rakat Nafal Parhain Her Rakat Main Alhamad Sharif K Baad Surah Surah Ikhlas 11 Martaba Parhain. Salam parihnay k baad 11 martaba yeah parhain " "Subbohon quddoson rab una Wa rab ul malaikati"
* Aadha ghanta durood sharif parhna hai jo basani parh sakain
* Pehlay ashray main teen rozay warna jab asani ho is main rakh lain, Rasool Salalah o alai wasalam nay irshad farmaya: jo koi muharam k teen din thursday, friday aur saturday k rozay rakhay tu is k liya 9 saal ki ibadat ka swab likha jata hai.
See/Print Complete Wazifa In Urdu/Arabic.
Aik Saal taq zindagi ka bima (Dua Aashora), yeah dua boht mujarab hai hazrat imam zain ul abidin (razi allah tala anha) say riwayat hai k jo shaksh aashora muharram ko toluh e aftab say ghroob e ab...

Important Islamic Azkar To Read Regularly

1 Read Ayat Al Kursi For Protection Of Your House and save yourself from Jinns.
2 Read Complete Surah Ikhlas For help from Allah.
3 Read Ayat Al Kursi After Every Salaah.
4 Read Last Two Ayats of Surah Baqarah Before Sleeping.
5 Read "La ilaha illa anta subhanaka inni kuntu minaz zalimeen" when you are in difficulty.
6 Read "La'bas tahoor in'sha'Allah" when meet a patient.
7 Read "Allahumma sayyiban naafi'an" when its raining.
8 Read "Alhamdulillahillazi ahyaanaa ba'da maa amaata-naa wa ilaihinnushuur." When you wake up in the morning.
9 Read " Bismillah" Before eating.
10 Read "Auzubillah" when in anger.
11 Read "Subhanallah" When you are happy.
12 Read"Allah Akber" When you are going up.